Dec 18, 2023, 05:38 PM IST

8 years of Bajirao Mastani: 10 popular dialogues from Sanjay Leela Bhansali film

DNA WEB DESK

Putra agar pita ki paghdi pehan le toh usmein pita ki buddhi toh nahi aa jaati… Chandan ke vruksh ko bhi sugandh dine ke liye ek umacki avashakta hoti hai

Bajirao ki raftaar hi Bajirao ki pehchaan hai

.Bajirao ki raftaar hi Bajirao ki pehchaan hai 

 Bajirai ne Mastani se mohabbat ki hai…Ayyashi nahi

Marathon ke paas dushman jitni daulat ho na ho…Yudh mein bahane ke liye khoon kayi zyada ha

Tujhe yaad kar liya aayar ki tarah…Ab tera zikr hoga ibadat ki tarah

Kiski talvar par sar rakhon yeh bata do mujhe…Ishq karna agar khata hai toh saza do mujhe 

 Aap humse hamari zindagi maang lete hum aapko khushi khushi de dete ... par aapne toh humse hamara guroor cheen liya

Yeh meri himmat kahan ki main aapse shikva karoon ... aap hona chahte hai bewafaa, ho jahiye ... aapke kadamon par laakar rakh di hai dil aur jaan ... meri mohabbat ki duniya ke khuda ho jahiye

Kabhi kisi ko itna bhi mat darrao ki darr hi khatam ho jaye